Doston agar aap YouTube per video upload karna chahte hain aur aapko yah Nahin Pata Hota ki ismein Sahi tarike Se Kaise video upload ki Jaati Hai To Chaliye Ham Aaj aapko is post ke Madhyam se Ham aapko yah bataenge ki aap YouTube per first video ko kaise Dal sakte hain to Chaliye aapko complete Jankari mil Jayegi ISI post mein aur Sare information aapko Yahan per mil Jayegi Ek Aise aapko YouTube per video upload karna hai
YouTube per fast video Kaise upload Karen
To Chaliye Ham aapko YouTube per first video upload karne ka best Tarika Bata Dete Hain ki agar aap koi video viral Nahin ho rahi hai to sabse Kami aapke YouTube channel per uploading ka hai to agar aap Sahi dhang se apne channel ko Apne,
channel per video dalna Chahte Hain To Chaliye Ham aapko sari jankariyan per de dete Hain YouTube per first video upload karne ke liye sabse pahle aapke pass Ek Chhoti Si application Hona chahie is application ka bhi Ham aapko Naam Bata Dete Hain
YouTube
To Chaliye Ham aapko use application Ka Naam Bata Dete Hain Jahan se aapko YouTube per video upload karni hai to sabse pahle aapko apne mobile ki Play Store Mein Jana Hoga aur vahan per search karna hoga YouTube aur sabse upar jo aapko YouTube dekhne ko Milega vahin per aapko touch karna hai to aapke Samne yah download ho jaega download hone ke bad aapko ismein login hona hai login aap Kisi bhi chij se login ho sakte hain to Chaliye Ham aapko ismein login karne ka tarika bhi aapko Ham Bata Dete Hain
YouTube mein login hone Ka Tarika
Doston Agar aapko YouTube mein login hona hai to Chaliye Ham aapko YouTube mein Kaise aap login Karenge to Chaliye Puri process Ham aapko Yahan per Bata Dete Hain YouTube per login hone ke liye sabse pahle aapko Ek email id banaa leni hai email id Agar aapke pass nahin hai to,
aap naya banaa sakte hain aur Agar aapke pass email id hai to Chaliye Ham aapko login karne ki Tarika process Bata Dete Hain sabse pahle aapko YouTube per click karna hai Jaise hi aap touch Karenge to aapke Samne vahan per email ID dalne ka option dekhne ko Milega vahan per aapko email id dalni hai email id dalne ke bad aapko usmein sign up ho jana hai sign up hone ke bad aap usmein login Ho Payenge
Email id se channel Kaise banaen
Doston Agar aapke pass email id hai aur aap Usi email id per channel create karna chahte hain to Chaliye Ham aapko email id se channel Kaise create Kiya jata hai sari information aapko Ham Dene Wale Hain To Agar aapke pass email id hai to sabse pahle aapko YouTube per Jana Hoga vahan per,
three dot per click karna hoga three dot per click karne ke bad aapke Samne Ek creative your channel dekhne ko Milega vahin per aapko touch karna hai Jaise hi aap touch Karenge to aapke Samne Jis bhi naam se aap apne Channel ka naam Dena Chahte Hain vah vahan per Dal sakte hain aur is Madhyam se aap apna channel ko create kar sakte hain
YouTube Studio se video Kaise upload Karen
Doston Agar aapko yah Nahin pata hai ki YouTube ki white Studio Se video Kaise upload ki Jaati Hai To Chaliye Ham aapko Jankari de dete Hain sabse pahle aapko Apne YouTube per Jana Hoga aur aapko vahan per Ek Plus ka aakan dekhne ko Milega Usi per aapko touch karna hai Jaise hi aap touch Karenge to aapke Samne Jis bhi video ko aap upload karna chahte hain,
YouTube per vahan per aapko Touch Kar Lijiye touch karne ke bad aap vahan Se Bhi YouTube per video upload kar sakte hain agar aap vahan Se video ko upload nahin karna chahte hain to aap Biti Studio se YouTube per video upload kar sakte hain aur title dalne ka Ham aapko Tarika Bata Dete Hain Agar aapko title dalna hai to aap video per touch Karenge vahan per thamil plus aap title vahan se add kar sakte hain is Madhyam se aap white Studio Se video ko upload kar sakte hain