Petrol diesel price. Gharelu LPG ki kimaton mein haliya katauti ke bad Kendra Sarkar Diwali ke aaspaas petrol diesel ki kimat 3 Bata 5 prati litre ki katauti kar sakti hai kuchh rajyon ke chunav November December mein honge usse pahle sarkare kadam utha rahe hai JM financial institutional security mein ek report mein baat kahi hai ki pichhle hafte Sarkar ne sabhi 330 milian upbhokta ke liye 14 15 kilogram LPG ke cylinderon ki kimat ₹200 cylinder ki katauti ki thi isase aam aadami ko mahangai mein kafi Rahat Mili Hai
Isase Tel marketing companiyan OMC ki aayu ke mein a sakti hai agar bed crude ki kimat ₹50000 prati barrel se upar Bani rahti hai to report mein kaha gaya hai ki OMC agale kuchh mahinon mein petrol diesel ki kimat mein katauti karne ke liye majbur hain
Petrol diesel mein aaegi itni Kami
LPG ki kimat mein katauti ka baudh sarkar uthaegi halanki Sarkar muaawje mein saman antral ko dekhte hue isase OMC ki karyshil punji mein vriddhi ho sakti hai iske alava is baat ka bhi kafi ummid hai ki sarkar Diwali ke aaspaas petrol diesel ki kimat mein 3/5 rupaye prati litre ki katauti kar sakti hain
December mein hone wale Hain rajyon ke chunav
November December mein Kai rajya mein chunav honge report mein kaha gaya hai ki yah katauti jyadatar utpad shulk ya vate mein katauti ke jarie hogi kyunki kacche Tel ki maujuda unchi kintu per OMC ka nuksan hoga halanki ham is baat se inkar nahin kar sakte hain ki sarkar OMC ko petrol diesel ki kimaton mein katauti karne ke liye prerit kar sakti hai
Report mein kaha gaya hai ki vitt varsh 24 ke pahle chhamahi mein sambhavit majbut munafe ke Karan unki balance sheet kafi had Tak durust Ho gai Hai hamari ganana se pata chalta Hai ki OMC break even broot kimat aitihasik gmm arjit karne ke liye 80 Dala prati Belarus se kafi kam hai kamjor vivaran margin ki kuchh had Tak bharpai margin mein uchhal se ho rahi hai halanki chini Tel utpad niryat Kota mein vriddhi aur rusi kacche Tel ki chhut mein Kami semarjan samiti hone ki sambhavna hai
Mahatvpurn khabar
Janmashtami per bijali ko lekar CM Yogi ka bada faisla pure up ko milega fayda nahin hogi katauti
Janmashtami ke Shubh avsar per shradhaluon ko CM Yogi ne badi Rahat Dene ka faisla Kiya Hai Uttar Pradesh power corporation ke chairman daw Ashish Kumar Goyal ne bataya ki Shri Krishna Janmashtami per 7 September guruwar ko Pradesh ke sabhi kshetron mein 24 ghante nirbandh bijali Di jayegi mukhymantri Yogi Adityanath aur urja mantri AK Sharma ki Mansa ke anurup yah faisla liya Gaya Hai is avadhi mein kahin bhi bijali ki katauti nahin ki jayegi
Budhwar ko Shakti bhavan mein RD SS Yojana ke prastavit karyon ki Samiksha ke dauran chairman ne kaha ki toll free number 1912 per aane wali shikayat shikayaton ka nistaaran bhi tatkal kiya jaaye Samiksha baithak ke dauran up ke Vidyut vyavastha ki aadhunik Karan aur Vidyut aapurti ko aur behtar kiye jaane ke liye kaun se karya karae jaane Hain iska prastutikaran Kiya Gaya
Chairman ne kaha hai ki is Yojana ke tahat Jo bhi karya prastavit kiye jaen usmein upbhokta ko nirbandh bijali aapurti tatha bijali companiyon ke vitarit ko Dhyan mein Rakha jaaye Samiksha baithak mein Power corporation ke MD Pankaj Kumar kotwan niyam ke mdp group Prasad tatha Anya Adhikari upsthit the