Aaj Ham Aapke Samne Ek fir se dhamakedar post Lekar a chuke hain aur post Mein Ham aapko bataenge ki kis Prakar aap State Bank Mein Ghar Baithe account open Karva sakte hain to Agar aapko Iske bare mein Puri information chahie to Aaj Ham aapko Dene Wale Hain best information isliye main aap Sabhi Se Ek Chhoti Si request Karunga ki agar aap is post ko dekh le to ho to aapko Kahin Bhi रोज Jaane ki jarurat nahin hai aap Kuchh hi der Mein Yahan per Ghar Baithe State Bank ka account open karke ismein aap online passbook prapt kar sakte hain
State Bank ka Ghar Baithe account kaise open Karen
To Chaliye Ham aapko yah bataenge ki State Bank ka Ghar Baithe account kaise open Kiya Jata Hai To Chaliye aapko Ham Bata Dete Hain To sabse pahle aapko State Bank ki website per Jana Hoga aur Yahan per jaane ke bad aapke Samne bahut sari services dekhne Ko Mil Jaati Hain aur aapko three dot wale per click Karenge to aapke Samne bahut sari service dekhne ko milengi aur vahin per aapko likha Hoga State Bank video KYC is per aapko click karna hai Jaise hi aapke liye Karenge to aapke Samne Ek form Khul Ke a Jaega Yahan per aapko turn off condition Kuchh poochhi Jayegi isko,
aapko check kar dena hai Jaise aap check Karenge to aapke Samne Ek Naya window discription open ho jata hai vahan per aapko apna Aadhar number se verify kar lena hai Jaise aap Aadha number per Dalenge to aapke Samne Ek form Khul Ke a Jaega is form Mein Apna Naam nominee ka naam yah sari chijen Bhar Ke Aap Yahan per submit Karenge to aapke Samne State Bank ki taraf se account number open karke PDF bhej diya Jaega To is Prakar aap Ghar Baithe State Bank ka account open kar sakte hain
State Bank ka check book kaise prapt karen
Ji han doston Agar aapka State Bank Mein Khata Hai aur uska check book expire ho gaya hai ya aap new apply karna chahte hain aur aapko yah Nahin pata hai ki Ghar Baithe State Bank ka check book Kaise apply kiya Jata Hai To Chaliye Ham Aaj aapko yah bataenge ki Ghar Baithe aap State Bank ka check book kaise prapt kar sakte hain to sabse pahle aapko State Bank ki website per Jana Hoga aur three dot per Jaise aap click Karenge aapko use mobile ke Chrome Mein jakar disturb Mod per search kar lena hai,
aur Jaise hi Yahan per click Karenge three dot per to aapke Samne bahut sari service dekhne Ko Mil Jaati Hain aur sabse niche Jab aap Dekhe hue paanchve number per aapko dekhne Ko Mil Jata Hai State Bank ka check book online Jaise is per aapko click Karte Hain To aapke Samne Ek form Khul Ke a Jaega is form mein aapko Sahi Sahi Puri Jankari Bhar dena hai Jaisa ki aap kitne,
number ka check Lena chahte hain aur usmein kitne page hona chahie aur se bank account Agar aapko SEBI account khula hai to use bhi account ka aapko mil Jaega check book to is Prakar aap State Bank ka check book Ghar Baithe prapt kar sakte hain
State Bank ka current account kaise open
Agar aapko yah Nahin pata hai ki State Bank ka current account kaise open Kiya Jata Hai To Chaliye Ham aapko yah bataenge ki current account aap kaise State Bank ka prapt kar sakte hain iske liye aapko Kuchh Nahin Karna Hai Sidha ko State Bank ki Shakha Mein chale jana hai aur vahan per aap is State Bank current account ki puri information Lekar aap vahin se apply kar sakte hain to is Madhyam se aap Kisi bhi State Bank ke counter se prapt kar sakte hain aur vahan per ful information Le sakte hain
State Bank ka ATM card Kaise apply Karenge:- Agar aapke pass State Bank ka account hai aur usmein aapke pass yah nahin hai ki aapke pass ATM card Ho Jaaye to Chaliye Ham aapko yah bataenge ki aap State Bank ka ATM card Ghar Baithe Kaise apply kar sakte hain iske liye aapko Kuchh Nahin Karna Hai State Bank ka application aapko click karna hai yani you know bank mein jana hai aur vahan per aapko click,
karna hai vahan per aapko three dot per Jaise hi click Karenge to aapke Samne bahut sari yono application mein dekhne Ko Mil Jaate Hain bahut sari services aur vahin per aapko ATM card dekhne Ko Mil Jaega use per aapko click karna hai click karne ke bad aapko next per click karna hai Jaise aap next per click Karenge to Aapka Sara detail bhar dijiye to aapke 15 din bad aapke home delivery ATM kar diya Jaega To is Madhyam se aap Ghar Baithe State Bank ka Ghar Baithe ATM card prapt kar sakte hain
State Bank Mein insurance Kaise banaen
Agar aapke pass State Bank Mein Ek khata hai usmein aapka insurance samapt ho gaya hai ya aap naya insurance use account per Lena Chahte Hain To is case mein aapko kya karna hai kaise apply karna hai to Iske bare mein ful Ham aapko information Denge Kyunki ek se aap State Bank Mein insurance kar sakte hain doston Yahan per Dekha Jaaye to bahut hi अच्छे-अच्छे plan aapko;
dekhne ko milengi insurance ke liye agar aap durghatna Bima ya koi third party Bima karvana Chahte Hain To aap ismein behad Karva sakte hain baat kar lete hain Pradhanmantri jandhan Bima Yojana ismein aap Achcha Khasa Paisa prapt kar sakte hain to Agar aapko Adhik information chahie to aap State Bank ki Shakha Mein jakar vahan per manager sahab se bahut अच्छी-अच्छी Jankari prapt kar Payenge
State Bank ka Ghar Baithe ATM pin Kaise banaen
Agar aapko Ghar Baithe ATM ka pin Nahin banata aata hai to Chaliye Ham aapko yah bataenge ki aap Kisi bhi State Bank ka Ghar Baithe ATM pin Kaise banaa Payenge iske liye aapko Kuchh bhi nahin karna hai sirf aapke pass Ek application Hona chahie Jis application ka naam hai yah no bank is per aapko click karna hai to aapke Samne bahut sari application mein dekhne Ko Mil Jaati Hai services aur aapko ATM pin generate,
per click karna hai Jaise is per click Karenge to aapke Samne bahut Sare face dekhne ko milengi aur vahin per aapko ATM card ka last dekhne Ko Mil Jata use per aapko click karna hai reset pin per click Karenge Jaise aap reset wale pin per click Karenge to aapke Samne ek phone number per aapke OTP bhej diya Jaega is OTP ko aap vahan per dalkar aur apne Manpasand ka Char ankon Ka OTP banaa lena hai to is Madhyam se aap Ghar Baithe State Bank ka ATM ka pin banaa sakte hain ya FIR aap reset bhi kar sakte hain