Doston is post Mein Ham aapko bataenge ki Facebook ka profile ka account kaise banaa sakte hain to Agar aapane ISI Vishay Mein Puri Jankari Lena Chahte Hain To is post ko bahut hi aasani se padhen aur acche se read Kar Lijiye Taki sari Jankari aapko Ham is post Mein Dene Wale Hain agar aap Kisi bhi Prakar se samajh Nahin Pa Rahe Hain To Main aapko Puri Jankari Dunga aur aap Facebook profile ka password Kaise reset Karenge Iske bare mein bhi Ham aapko Yahan per Jankari Dene Wale Hain
Facebook profile ka naya account banane ka process
Facebook profile ka naya account banane ka process Ham aapko Bata Dete Hain ki aap Facebook profile ka naya account kaise banaa sakte hain Facebook profile naya account banane ke liye aapke pass sabse pahle internet activity aur mobile ya FIR PC laptop yah sari chijen available Hona chahie Uske bad a Jaate Hain Facebook profile kya naya account banane ke bare mein Jankari Dene Ki to Chaliye Ham aapko Iske bhi Jankari de dete Hain
Facebook profile ka naya account banane ke liye sabse pahle aapko apne mobile ke Play Store Mein Jana Hoga aur vahan per aapko Chhoti Si application Ko download karna hoga
Facebook profile apps
Tu Chali Ham aapko Facebook profile application ke bare mein bhi Jankari de dete Hain Facebook profile application yah Ek Aisi application Hai Jahan per aap directly hi aap Facebook profile mein login Ho Payenge Facebook profile application Ko download karne ke liye sabse pahle aap,
apne mobile ke Play Store Mein Jana Hoga aur vahan per search karna hoga Facebook profile vaise hi aap kya search Karenge to aapke Samne Ek Chhoti Si application dekhne Ko Mil Jaati Hai application Matra 35 MB ki hai aur aap is application ko apne phone per install Kariye install karne ke bad ismein aapka login hona hai to Chaliye Ham aapko login karne ka ful Tarika Bata Dete Hain
Facebook application Mein login karne ka tarika
Doston agar aap Facebook mein login Hona chahte hain ya FIR aap Facebook per naya account banana Chahte Hain To Chaliye Ham aapko sabse pahle Facebook ka naya account banane ka process Bata Dete Hain Facebook profile ka naya account banane ke liye sabse pahle aap apne mobile ke Play Store se jo aapane abhi Ek application Ko download kiya Hua Hai vahin per touch karna hai Jaise hi aap touch Karenge to,
aapke Samne vahan per Naam adress mobile number yah sari chijen flip karna hoga fillup karne ke bad aapko next karna hai next karne ke bad aapka Facebook ka account Ban jaega Facebook account banne ke bad Apne doston ke sath chatting kar sakte hain messenger ke sath Yahan per baat kar sakte hain yah sari chijen aap yahan se bhi kar sakte hain is Madhyam se aap Facebook profile Kanha account banaa sakte hain
Facebook profile mein login karne ka tarika
Facebook profile mein login karne ka tarika bhi Ham aapko Bata Dete Hain ki agar aapane Pahle Se Ek Facebook account hai aur aap Vahi Facebook account ko aap apne phone per Lagana Chahte Hain To Chaliye Ham aapko bata de sakte hain ki aap Facebook ka purana ID apne phone mein kaise laga sakte hain ise Lagane ke liye aap bahut hi aasani tarike Se Laga sakte hain jo ki Kuchh hi der Mein Yahan per aap,
Facebook mein login Ho Payenge Facebook mein login hone ke liye sabse pahle aapke pass vah email id Hona chahie Jis email id se aapka Facebook account banaa Hua Hai aur Facebook ko login per click karna hai Jaise hi aap click Karenge to vahan per aapke Samne Ek email ID dalne ka option dekhne ko Milega vahan per aapko email id dalni hai email id dial karne ke bad aapke Samne Ek password dekhne Ko Mil Jata Hai use,
password ko vahin per aapko dalna hai jo Apne email Dala Hua Hai Uske niche just aapko password dalna hai dalne ke bad aapko click karna hai click karne ke bad aapke Samne Ek OTP Chala Jaega Jo aapane to Uske Tu step verification enable Kiya hua hai to step verification enable karne ke just side se aapko Ek OTP bhej diya Jaega use OTP to vahan per Dal dijiye is Madhyam se aap Facebook mein login Ho Payenge