Upcoming Mobile 2024 Just Launch Mobiles Mobile Review Mobile Offer Deals
---Advertisement---

Aditya L1 mission Bharat ke pahle solar mission ki launching Safal tasviron mein dekhe Aditya l1 ka Safar

By usnews

Updated on:

---Advertisement---

Bharat ne safalta purvak apne pahle Surya mission ko launch kar diya hai Aditya album mission Andhra Pradesh ke shriharikota se Satish Dhawan space center se launch kar diya Gaya Hai is mission ki madad se ISRO ab Surya ke Jude Rahasya ko jawab Khoj kar laane wala Hai isko Prithvi se 15 lakh kilometer ki duri per Apne Lakshya arbit mein pahunchne ke liye 4 mahine ka samay lagega jo ki 125 din hote Hain

. Bharat ke pahle Surya mission ki Safal launching

.

. Surat se Jude Kai rajya khulega Aditya L1

. 4 mahine mein 1500000 kilometer ki duri Tay Karega Yan

Bharat ka pahla Surya mission Aditya album mission safaltapoorvak launch ho chuka hai ab Chand per Fateh karne ke bad Bhartiya antriksh anusandhan sangathan ISRO se Surya se Jude aur rajya per se parda hatane ka jimma uthaya hai is mission ke Safal launch ke bad Puri duniya ki najar Bharat per hai

Aditya L1 mission 2 September ko subah 11:50 per andh Pradesh ke shriharikota se Satish Dhawan space center se launch kar diya gaya hai Aditya L1 mission Bharat ka pahla shor mission hai

Is mission ki madad se ISRO Suraj ki bahari parat karo na karo na injection Surya mein hone wale shaktishali visfot saur tufan ki utpati Pro player aur player gatividhiyon aur unki visheshtaen aadi karkon ka adhyayan Karega iske sath hi antriksh Mausam per Surya ki gatividhiyon ke prabhav ki jankari bhi ekattha ki jayegi

Aditya l mission mein chandrayan 3 ke mukabale kam kharch aaya Hai darasal is saur mission mein 400 karod kharch hue hain jabki NASA ki or se launch kiye Gaye shor mission mein lagbhag 12 point 300 karod rupaye ka kharcha aaya tha

Vaigyanikon ke mutabik Aditya L1 Yan Prithvi se 15 lakh kilometer ki duri Tay karne ke bad Apne Lakshya arbit mein pahunchne ke liye 4 mahine ka Lamba samay lega Gair talab hai ki Shaurya Arth system ke kul 5 LAN craze Bindu l point Hai Jahan Aditya jal ja raha hai Prithvi se l Van ki duri Surya se Prithvi ki duri Keval ek pratishat hissa Hai

Aditya l1m ka February mein pahli tasvir bhejega vigyan ko ke mutabik Yan har minut ek tasvir bhejega yani 24 ghante mein adhyayan ke liye 1440 tasviren mil jaayengi yah Yan alag 5 salon Tak tasviren bhejne wala hai

Is Yan mein saat payload lagaye gaye hain jismein sabse bada aur chunautipurn payload vi i l si Hai yah fellow sabhi tasviron ko Prithvi per bhejega v e LC per load Aditya L1 per sabse bada aur taknik roop se bahar chunautipurn Raha upload hai

Source is khabar mein Di gai jankariyan Bhartiya antriksh anusandhan sangathan ISRO ke adhikarik website AVN Anya vaigyanik website ke complaint karke likhi gai khabren mein Jagran mein prakashit khabron ka stambh bhi liya gaya hai

Aditya L1 news. Aditya mission mein prayagraj ke ine teen vaigyanikon per badi jimmedari chandrayan 3 se hai connection

Aditya L1 chandrayan teen mission mein mahatvpurn jimmedaariyan nibhaane wala ine vigyan ko per Aditya mission ki safalta kafi had tak nirbhar hai pichhle 3 dinon se sabhi vaigyanik ISRO mukhyalay mein hi jama hai aur launching ko lekar apni bhumika mein kam kar rahe hain urja ke sabse bade strot Surya ke atit vartman aur bhavishya ka pata lagane ke liye Aditya L1 Aaj Ravana hoga

Surya ka adhyayan karne ke liye Aaj launch hone ja Raha Aditya album mission mein prayagraj nivasi ISRO ne teen vigyan ko ne badi bhumika nibhai Yan ke niyantran prani taiyar karne se lekar अलग-अलग adhyayanon se liye Gaye pahle aur taiyar karne Wale ine vaigyanikon ne prayagraj ka man badhaya Hai chandrayan teen mission mein mahatvpurn jimmedaariyan nibhaane wale ine vigyan ko per ab Aditya mission ki safalta kafi had tak nirbhar hai pichhle 3 dinon se sabhi vaigyanik ISRO mukhyalay mein hi Jame hain aur launching ko lekar apni bhumika mein kam kar rahe hain

Unnat electro mechanical paidot system design Kiya

ISRO tridevam ke char vibhinn vibhinn bhagon ka netrutva kar rahe hain vah vibhinn upgrahon mein se prayojan nideshak DP new sang shrivtastav Aditya mission ki badi bhumika mein hai unhone use sanod ke shrankhala ke upgrahon mein aur Aditya jal mission ke liye vibhinn unnat electro nikal palod system bhi design Kiya aur viksit Kiya Hai sath hi kaskar road tu Pune tu Mangal mission aur shrinkhala upgrahon mein upyog ki jaane wali jadtiya sandharp ikaiyan ke liye PDF ji aadharit electronics bhi viksit kiye gaye hain unhone bataya ki mission per Lage Surya ki activity se Prithvi ke vatavaran per prabhav aur isase purv anuman ki madad karenge sath hi coronal mines injection ke vajah se so raha hun ka anda is particle aur plasma Ko bhi adhyayan hoga

Gaytri Malhotra ne Aditya L1 mission ke Pramukh bhumika mein hain chandrayan mission mein support control system team Shamil gaytri Aditya L1 antriksh Yan ke liye Bane control system group ke project manager Hain vah prekshan ke bad Dharti se sadhe milian duri per sthit prabhav mandal kaksh Tak pahunchne ke dauran antriksh Yatra ke niyantrit karengi unhone bataya ki yah antriksh Yan Surya ke vibhinn parton ka nirikshan Karega isase Surya ki gatividhiyon ko aasani se samjha ja sakega antriksh Yan mein board computer Yan ko niyantran Karega gaytri Malhotra ki padhaai Allahabad vishwavidyalay se Hui 1996 mein EV Dikshit samaroh mein gaytri Malhotra ko chhorg padak prapt hue hain

Aditya mission mein Pratapgarh ke Kunda nivasi Ravi kesarvani bhi Shamil Hain Inka naam Inka kam Surya se nikalne wali ultraviolet kiranon ka adhyayan karna hoga isase Surya mein chale gatividhiyon ka pata lagaya jaega solar ultraviolet imaging telescope suit per load per kam karne wali Ravi kesarvani batate Hain ki Surya ke ojan parat ki vajah se ultraviolet kirnen Dharti per nahin a paati Hain yah ultraviolet kirnen bahut adhik suchna ke liye hoti hain is adhyayan se Surya ke core mein hone wali gatividhiyon ko pata lagaya ja sakta hai yah bhi pataya pata Laga ja sakta hai ki core per iste per gatividhiyon se urja aur Vikram paryavaran kis tarah transfer hote Hain

---Advertisement---

Related Post

Leave a Comment