Modi Sarkar ne badhati mahangai se Rahat dene ke liye LPG cylinder per subsidy badha Di Hai iske tahat aam upbhokta ko ₹200 aur ujjwala scheme ke labharthiyon ko ₹400 ki subsidy milegi iske alava Sarkar ne yah bhi kaha hai ki ujjwala scheme ke tahat 7500000 naye users jodegi sabse aham baat hai ki ujjwala scheme ke tahat labharthi Ko Na Keval connection free milta Hai balki pahla cylinder bhi free milega
703 rupaye mein milega cylinder.
Is samay Delhi mein Bina subsidy wale cylinder ki kimat 1103 hai aur naye badlav ke bad ab upyog upbhokta ko LPG cylinder 903 rupaye mein milega jabki ujjwala labharthiyon ko yah ₹400 ki subsidy ke साथ-साथ teen rupaye mein bhi milega aise mein agar koi vyakti is Yojana ke jarie LPG collection aur cylinder Lena chahta Hai to online aur offline aavedan kar sakta hai lekin iske liye Patra Patra aur sharten Puri karna anivarya hai
Kaun kar sakta hai aavedan.
Ujjwala scheme ke liye Keval mahilayen aavedan kar sakti hain iske sath sharten Puri hona jaruri hai
. Aavedak ki aur kam se kam 18 varsh honi chahie
. Ek hi Ghar mein koi unlpg connection nahin hona chahie
. Beshak mahila anusuchit jaati anusuchit janjati pradhanmantri aawas Yojana gramin ATI pichhada varg MBC antyoday Anya Yojana ay chai aur purv chahe baghna janjati vanvasi Dev aur Nadi dweep samuh mein Rahane wale log aise parivaron ya 14 sutri Ghoshal ke anusar bhi Garib Parivar ki tahat suchibaddh hona chahie.
Online apply karvane ke liye ine dastavejon ka hona anivarya hai vah jaruri hai.
Ujwala connection ke liye ekyc anivarya Hai halanki asam aur meghalay ke liye anivarya nahin Hai
Pahchan praman ke roop mein aavedak ka Aadhar Card aur pate ka praman Patra yadi aavedak usi pade per nivas kar raha hai jaisa ki Aadhar per ullekh Kiya Gaya Hai asam aur meghalay ke liye anivarya nahin Hai
Jis rajya se aavedan Kiya ja raha hai use rajya dwara jari ration card Parivar ki sanrachna ko pramanit karne wala Anya rajya Sarkar ke dastavej anubandh ke anusar Swarg ghoshna Pravasi aavedakon ke liye
Dastavej mein dikhai Dene Wale labharthi aur Parivar ke vyask sadasyon ka Aadhar
Bank khata sankhya aur uska IFSC
Parivar ki sthiti ke samarthan mein jaruri KYC
Kahan Karen aavedan.
Agar grahak online aavedan karna chahta hai to vah pmui government.in portal per aavedan kar sakta hai iske alava online aavedan jama karane ke liye Apne nazdiki Jan seva Kendra CSC se bhi sampark Kiya ja sakta hai
Vahin offline aavedan ke liye Drishti douter ship ke madhyam se sidha aavedan jama karaya ja sakta hai
Modi Sarkar ki yah Yojana garibon ke liye vardan ab paison ke abhav mein nahin jaani jaati Jaan
Modi Sarkar ne pahli bar Satta mein aane ke bad sal 2018 mein Garib aur kamjor aaye varg ke parivaron ko 5 lakh rupaye Tak mukt ilaaj ke suvidha Dene ki ghoshna ki thi pradhanmantri Aayush Bharat Yojana Modi Sarkar ki mahtyakanshi Yojana mein se ek Hai is Yojana ka uddeshy garibon hua asahay parivaron ko bimariyon per hone wale kharch ke arthik Boss se bachana aur gunvatta purvak ilaaj samay per uplabdh karana Hai is Yojana ke hitgrahi Parivar ko 500000 rupaye ka salana ilaaj Yojana ke antargat sambaddh niji AVN shasakiy sthanon mein uplabdh karvaya ja raha hai
Is bich dekha jaaye Modi Sarkar ki pm aayushman Bharat Yojana Vishva ki Sabse badi health scheme Hai jiske jarie karodon nimn aay varg ki middle class log ko 500000 rupaye Tak mukt ilaaj ka Labh mil raha hai yadi Kendra Sarkar ki or is Yojana ki shuruaat 23 September 2018 ko ki gai thi iske agale mah 5 sal ho gaye hain is Yojana ko agar aap bhi uthana chahte Hain to aasani se hissa ban sakte hain lekin iske liye kuchh patrata mapdand nirdharit kiye gaye hain
Aayushman Bharat Yojana ka Labh uthane ke liye iski patrata ki jankari pmj ki aadharit website per jakar prapt kar sakte hain is Yojana ka Labh aadivasi stsc beghar nistarit Dan ya Vidya mangne wale vyakti aur majdur aadi utha sakte hain pichhle 5 salon ke dauran badi sankhya mein logon ki Yojana ka Labh utha rahe hain
Agar aap bhi apni patrata is Yojana ke liye jaanchna chahte Hain to pmjy ki aadharit website per jakar I am enable icon per click Karen iske bad aapko use page per bhej diya jaega Jahan aap apni patrata ko aasani se ja sakte hain aur is page per aapko apna mobile number aur ration card number darj karna hoga iske bad aapko kuchh minuton mein aapke patrata ka pata chal jaega
Is Yojana ka bada fayda logon Ko isliye bhi mil raha hai ki vah apna 5 lakh rupaye Tak ka mukt ilaaj Desh sarkari ya private aspataal kisi bhi mein karva sakte hain iske sath Sarkar aspataal mein admit hone ke bad bhi agale 15 din tak hone wale sabhi kharche uthati Hai yah Yojana ka bada fayda isliye bhi ho raha hai ki ismein prayojanon ko umra aur sankhya per koi prabandh nahin lagaya Gaya Hai is Yojana mein labharthi Ko ek Naya Paisa bhi sambandhit aspataal ko ilaaj karane ke liye nahin Dena hota Hai Aasman Yojana Puri tarike se cashless scheme hai
Ine dastavejon ki Hoti Hai jarurat
Aadhar Card ration card aay praman Patra jaati praman Patra jarurat ke mutabik mobile number passport size photo
Is tarike se kar sakte hain Yojana ka hisse banne ko apply
Aayushman Bharat Yojana mein aavedan karane ke liye sabse pahle aadharit website per Jana hoga aur naye register ke liye new registration ya apply ke button per click karna hoga iske bad aapko apna Naam ling Aadhar number ration card aadi ko Puri jankari yahan per darj karni hogi jankari bharate samay Dhyan rakhen ki vah Puri tarah se Sahi hun mange Gaye sabhi dastavej ke mangna anusar upload karte jaen form ko submit karne se pahle usko ek bar Puri tarike se jaanch kar len iske submit hone ke bad aapko review Kiya jaega iske bad aayushman Bharat ke health card jari ho jaega