Upcoming Mobile 2024 Just Launch Mobiles Mobile Review Mobile Offer Deals
---Advertisement---

सरकार का बड़ा ऐलान 10 करोड़ ग्राहकों को रुपए 400 सस्ता मिलेगा एलपीजी गैस सिलेंडर

By usnews

Updated on:

---Advertisement---

उज्ज्वला योजना,

महंगाई के मोर्चे पर केंद्र सरकार एक्शन मोड में नजर आ रही है सरकार ने रसोई गैस सिलेंडर के दामों में ₹200 की बड़ी कटौती की है यह राहत घरेलू एलपीजी सिलेंडर वाले सभी लाभार्थियों को मिलेगी वह सरकार के इस फैसले के बाद उजाला योजना के तहत लाभार्थियों को अब कल ₹400 की सब्सिडी मिलेगी बता दे की योजना के तहत पहले के लाभार्थियों को ₹200 सब्सिडी मिलती थी इसका फायदा योजना के करीब 10 करोड़ लाभार्थियों को मिलेगा सरकार के इस फैसले के बाद अब उज्ज्वला योजना के लाभार्थी को एलपीजी सिलेंडर 703 रुपए में मिलेगा

7500000 naye connection.

Iske sath hi Sarkar ujjwala Yojana ke tahat 7500000 parivaron mein naye LPG connection degi isase pradhanmantri ujjwala Yojana ke labharthiyon ki kul sankhya 10 point 35 karod ho jayeg

Desh ki rajdhani Delhi mein ujjwala Yojana ke tahat labharthiyon ko gharelu LPG cylinder ab 703 rupaye mein milega Bata Den ki Delhi mein abhi gharelu cylinder 1103 rupaye mein milta Hai 290 mein chunav mein bhajpa ka bumper Jeet ke piche scheme Mana gaya hai aur fir se Modi Sarkar isase pahle ummid kar rahi hai

2016 mein hui thi shuruaat

Kendra Sarkar ne swachh indhan behtar jivan ke nare ke sath ek mai 2016 ko pradhanmantri ujjwala Yojana ki shuruaat ki thi yah Yojana dhuan rahit gramin Bharat ke sapnon ko sakar karne ki koshish ki Hai sarkari aankadon ke mutabik 2022 23 ke dauran ujjwala Yojana ke 88% Garib parivaron ne refill Kiya Hai refill Lene Wale Bhartiya San 2017-18 mein 3 karod se badhkar San 2018 19 mein 6 karod 2019 20 mein 6.5 karod 2020 Van mein aath karod 21 22 mein 8.5 karod aur 20223 mein 8 point 41 karod ho gaye hain ujjwala Yojana ke labharthiyon dwara liya Gaya kul refill 2018 ismein 35 karod ho gaya hai

LPG cylinder hua sasta raksha Bandhan ke pahle Modi Sarkar ka bada tohfa.

Rakshabandhan se pahle Modi Sarkar ne deshvasiyon ko bada tohfa Diya Hai Modi Sarkar ne faisla liya hai ki LPG cylinder ke dami mein badi Rahat milegi bataya ja raha hai ki gharelu LPG cylinder ₹200 sasta hoga ya nahin rasoiyon gas per ₹200 ki subsidy milegi is chhut ka fayda 33 karod se jyada grahakon ko milega ghate hue dam 30 August se hi lagu ho sakte hain kendriya mantri Anurag Thakur ne mantrimandal ke faisle ko jankari Di

---Advertisement---

Related Post

Leave a Comment